Roman script

bachpan ka zamana yaad hai 

bachpan ka zamana yaad hai 

gaya bachpana aayi jawani 

wo bhi din wo bhi din 

aur ye bhi din haye 

wo bhi din yaad hai 

bachpan ka zamana yaad hai 

pyari myiya roj sawere mujhko 

dudh pilati thi ha mujhko dudh 

pilath thi 

sham ko thapak thapak kar 

mujhko apne sath sulati thi 

ha apne sath sulati thi 

sapne jaise bit gaye hai wo bhi din 

wo bhi din aur ye bhi din 

haye wo bhi din mujhe yaad hai 

bachpan ka zamana yaad hai 

aayine me dekh dekh baalo ko 

sambhalu khdi khdi 

baalo ko sambhalu khdi khdi 

raste chalne walo ko dekha 

karti thi khdi khdi 

hath pakad maa le jati thi 

wo bhi din wo bhi din 

aur ye bhi din haye 

wo bhi din mujhe yaad hai 

bachpan ka zamana yaad hai 

laad pyar aur mamta maa ki dekhi hai 

na dekhungi ha dekhi hai na dekhungi 

unhi ke charno ki sewa me duniya ka 

sukh dekhungi ha duniya ka sukh dekhungi

jaise sundar nikal gaye hai wo bhi din 

wo bhi din aur ye bhi din haye 

wo bhi din mujhe yaad hai 

bachpan ka zamana yaad hai 

gaya bachapana aayi jawani 

wo bhi din wo bhi din 

aur ye bhi din haye 

wo bhi din yaad hai 

bachpan ka zamana yaad hai

Explore this song