Roman script

babul ka ghar chhod tu gori sajan ke ghar jayegi 

jab aayenge milne sajna ghunghat me sharmayegi 

tujhe pyar milega itna humko bhul jayegi 

babul ka ghar chhod tu gori sajan ke ghar jayegi 

mai kahi bhi jau magar mere sath raho girdhar 

kisi ko bhi mai na janu har janam me tumko manu 

bin tumre ek pal bhi ji saku na mai karu kya

mai kahi bhi jau magar mere sath raho girdhar 

mai kahi bhi jau magar mere sath raho girdhar 

kahe ko rote ho kar do vida 

beti to hoti hai ek din juda 

kahe ko rote ho kar do vida 

beti to hoti hai ek din juda 

pida ko man ki chupana pada

chaha nahi phir bhi jana pada 

chaha nahi phir bhi jana pada 

pida ko man ki chupana pada

pida ko man ki chupana pada

Explore this song