Roman script

babu ye babu is jamane me 
is jamane me, jamane me do cheeje hain buri 
is jamane me 
is jamane me, jamane me do cheeje hain buri 
ek mohabbat ki 
ek mohabbat ki nazar 
duje duje chhuri, is jamane me 
is jamane me, jamane me do cheeje hain buri 
chhuri ka jo kaam wahi, nazaro ka kaam hain 
chhuri ka jo kaam wahi, nazaro ka kaam hain 
chhuri ka jo kaam wahi, nazaro ka kaam hain 
ye bhi badnam hain, wo bhi badnam hain 
ye bhi badnam hain, wo bhi badnam hain 
har fasane me 
har fasane me, jamane me do cheeje hain buri 
ek mohabbat ki 
ek mohabbat ki nazar 
duje duje chhuri, is jamane me 
mile ye sayane ko to, bigadi sanwaar le 
mile ye sayane ko to, bigadi sanwaar le 
mile ye sayane ko to, bigadi sanwaar le 
diwane ke paas ho to, khud ko hi maar le 
diwane ke paas ho to, khud ko hi maar le 
aajmane me 
aajmane me, jamane me do cheeje hain buri 
ek mohabbat ki 
ek mohabbat ki nazar 
duje duje chhuri, is jamane me 
par hain jaruri dono alam ke waste 
par hain jaruri dono alam ke waste 
par hain jaruri dono alam ke waste 
ek dushman ke waste, ek balam ke waste 
ek dushman ke waste, ek balam ke waste 
ha nishane me 
ha nishane me, jamane me do cheeje hain buri 
ek mohabbat ki 
ek mohabbat ki nazar 
duje duje chhuri, is jamane me 
hain is jamane me 
is jamane me, jamane me do cheeje hain buri 
is jamane me

Song details

Song video

Watch on YouTube