Roman script
main toh taakoon tohe saajan woh mohe taake re darpan
laaj dharo tum pakdo na baiya laaj dharo tum pakdo na baiya
waari waari jaaun tope saiyaan
haaye kaari kaari nainon se le loon balayiya
khel gayi tose bhaagya ki rekha teri tadap ko kisne dekha
sakhiiyon sang ab main khel na paaun
chhod ke ab tujhko main kahaan jaaun
khud se hi roothi main laagu
khud ko hi jhoothi main laagu
khud se hi roothi main laagu
khud ko hi jhoothi main laagu
waari waari jaaun tope saiyaan
haaye kaari kaari nainon se le loon balayiya
Explore this song