Roman script

aaj raat ko dil ki baat ho

aaj raat ko dil ki baat ho

ye laal sharbat mein kya milaya

bula ke ghar kya mujhe pilaya

chadh gayi, chadh gayi, chadh gayi

baba main to

baba main to tun ho gaya

ho baba tun ho gaya

baba main to tun ho gaya

ho baba tun ho gaya

saari raat ho khul ke baat ho

saari raat ho khul ke baat ho

azab hai tera bambaiya paani

do ghunt pee ke jhume jawani

chadh gayi, chadh gayi, chadh gayi

baba main bhi

ha baba main bhi tun ho gayi

ha baba tun ho gayi

baba main bhi tun ho gayi

ha baba tun ho gayi

haath kyun lagaya bheege mere badan ko

jaane ye kya saraara

chhu gaya mere man ko

lipta hai aise mujhse, tera badan gulabi

seene se laga le jaise botal koi sharabi

giri giri giri giri mujhko sambhalo

gira gira gira gira mujhko sambhalo

chadh gayi, chadh gayi, chadh gayi

baba mai to tun ho gaya

ho baba tun ho gaya

baba mai bhi tun ho gayi

ha baba tun ho gayi

aise na dekh mujhko, har saans jhoomti hai

dil dagmaga raha hai

saari duniya ghoomti hai

dil chahata hai tere itne kareeb aau

tujko gale laga ke tujh mein hi doob jaau

giri giri giri giri, mujko sambhalo

gira gira gira gira mujhko sambhalo

chadh gayi chadh gayi chadh gayi

baba main to tun ho gaya

ho baba tun ho gaya

baba main bhi tun ho gayi

ha baba tun ho gayi

aaj raat ko dil ki baat ho

aaj raat ko dil ki baat ho

ye laal sharbat mein kya milaya

bula ke ghar kya mujhe pilaya

chadh gayi, chadh gayi, chadh gayi

baba main to tun ho gaya

ho baba tun ho gaya

baba main to tun ho gaya

ho baba tun ho gaya

saari raat ho khul ke baat ho

saari raat ho khul ke baat ho

azab hai tera bambaiya paani

do ghunt pee ke jhume jawani

chadh gayi, chadh gayi, chadh gayi

ha baba main bhi tun ho gayi

ha baba tun ho gayi

baba main bhi tun ho gayi

ha baba tun ho gayi

Explore this song