Roman script

jo bole sonihaal sashriya kaal

baba band wale baba

baba band wale

baba band wale baba

baba band wale

aaye hain hum to aaye hain

band bajane aaye hain

aaye hain hum to aaye hain

band bajane aaye hain

shehar ghum ghaam ke aaye hain

badi dhoom dhaam se aaye hain

teri shaadi rachane aaye hain

teri shaadi rachane aaye hain

byaah ki main puri sari rasam kar dunga

agni mein saare dukho ko bhasm kar dunga

tumko bachaye ram ji, sabki buri nigaah se

kaante hatayenge sabhi, hum to tumhari raah se

humko dekh lo, humko jaan lo

hum kya cheez hain, tum pehchaan lo

saare waade nibhane aaye hain

badi dhoom dhaam se aaye hain

teri shaadi rachane aaye hain

teri shaadi rachane aaye hain

baba band wale baba

baba band wale

baba band wale baba

baba band wale

chunri lehanga jaipur ka

saadi banaras wa waali

chudi firozabadi le aa

tu surma bhopali

hum to jahan jahan gaye

sabke dilo pe chaa gaye

khushiyon ke mast saaz pe

jalwe naye dikha gaye

kaisa jashn hain, kaisi raat hain

koi dur hain to koi saath hain

saari doori mitaane aaye hain

badi dhoom dhaam se aaye hain

teri shaadi rachane aaye hain

teri shaadi rachane aaye hain

aaye hain hum to aaye hain

band bajane aaye hain

aaye hain hum to aaye hain

band bajane aaye hain

shehar ghum ghaam ke aaye hain

badi dhoom dhaam se aaye hain

teri shaadi rachane aaye hain

teri shaadi rachane aaye hain

Explore this song