Roman script

ji karta hai udd jaau 

main pankh laga ke aasmaan mein

ji karta hai udd jaau 

main pankh laga ke aasmaan mein

duniya ko na aau najar

baawari hoon main apni dhun mein

sudh budh saari bhuli main

paagal hoon main bin saawan ke 

ab to jhula jhuli main

ji karta hai udd jaau 

main pankh laga ke aasmaan mein

duniya ko na aau najar

baawari hoon main apni dhun mein

sudh budh saari bhuli main

paagal hoon main bin saawan ke 

ab to jhula jhuli main

dekho ye raahein kahaan le jaaye ho

dekho ye raahein kahaan le jaaye

hum toh chal diye ho raama

hum toh chal diye

sada jhilmilaaye ab aashaayein 

khushiyon ke gul khile ho raama

khushiyon ke gul khile

baawari hoon main apni dhun mein

sudh budh saari bhuli main

paagal hoon main bin saawan ke 

ab to jhula jhuli main

aaye jo hawaayein sandesha laaye

aaye jo hawaayein sandesha laaye

chupke se kuchh keh jaaye ho raama

chupke se kuchh keh jaaye

palke jhukaaye hum sharmaaye

man hi man muskaaye ho raama

man hi man muskaaye

baawari hoon main apni dhun mein

sudh budh saari bhuli main

paagal hoon main bin saawan ke 

ab to jhula jhuli main

ji karta hai udd jaau 

main pankh laga ke aasmaan mein

duniya ko na aau najar

baawari hoon main apni dhun mein

sudh budh saari bhuli main

paagal hoon main bin saawan ke 

ab to jhula jhuli main

Explore this song