Roman script

baarish ki boonde

aur ye ansoo mere

boonden paani ki ye

gire aasmaa se aankh se

yaad tujhe kare aaj ye man

isse jaane kyu aaj roye gagan

sukha sukha sa hai mera chaman

aaj kyu barshe hai mere nayan

bheegi kare teri yaade

baarish ki boonde

aa ja aao badal ke shama

barish me guzra har lamha

badalo ko aur na roola

mere ankhiyo ko aur na bheega

baarish ki boonde

mausam ka ye fasana

aankhe bhari huyi ye

mausam bheega bheega

Explore this song