Roman script

baar baar mere pyar se kheki jag ne aankh micholi

nagri nagri bhatki lekar apni khali jholi

na tera ye ambaar kanpa na teri dharti doli

shiv shankar kailash niwasi aaj pukare teri dasi

chhod ke tujhko apna singhasan ab dharti par aana hoga 

luta hua meri mang ka ye sindur tujhe lautana hoga 

ab dharti par aana hoga 

aana hoga aana hoga 

tu papi ka nash kare our bhktan ki bhi pir hare

fir kyo is abla ki raksha ko tu itni der kare

apni shakti bal se bhole apni shakti bal se bhole

chamtkar dikhlana hoga

luta hua meri mang ka ye sindur tujhe lautana hoga 

chhod ke tujhko apna singhasan ab dharti par aana hoga 

ab dharti par aana hoga 

aana hoga aana hoga 

naag hai tere gale ki mala fir kyo bane vo dushman mera

mrityu ko jivan me badle bhagwan ek ishare tera

nahi to mere pritam ke sang 

nahi to mere pritam ke sang mujhko bhi le jana hoga 

luta hua meri mang ka ye sindur tujhe lautana hoga 

chhod ke tujhko apna singhasan ab dharti par aana hoga 

ab dharti par aana hoga aana hoga aana hoga 

ab dharti par aana hoga chamtkar dikhlana hoga

ab dharti par aana hoga

Explore this song