Roman script

mohabbat ibadat hai noor-e-khuda hai

meri dhadkano ne yeh mujhse kaha hai

sohna yaar rab jaisa lage

phir kyun na karoon ibadat

baar baar mann mera naam jape hai tera

baar baar karta hain ye sajda

baar baar mann mera naam jape hai tera

baar baar karta hain ye sajda

jab se tu mila tab se silsila mera hai shuru

din mein raaton mein, mann ki baaton mein 

tujhko dhundh loon

jab se tu mila tab se silsila mera hai shuru

din mein raaton mein, mann ki baaton mein

tujhko dhundh loon

laga mujhse judaa dono sang hain sadaa

tu dhadkan hain toh main hoon sansein teri

main chal na sakoon pal bhi tere bina

tu mujh mein basi aur main tujh mein basa

main hoon aksh toh tu mera aaina

mohabbat ibadat hai noor-e-khuda hai

meri dhadkano ne yeh mujhse kaha hai

sohna yaar rab jaisa lage

phir kyun na karoon ibadat

baar baar mann mera naam jape hai tera

baar baar karta hain ye sajda

Explore this song