Roman script

ho ui rabba ui rabba ye jawani 

he masha allah subhan allah jawani 

he masha allah subhan allah 

are baar baar log mujhe puchhe kay jhala 

kay jhala 

baar baar log mujhe puchhe kay jhala 

are thandi thandi aahe kahe bhare maar dala 

haye maar dala 

nahi mera ye kasur 

nahi mera ye kasur, hain jawani ka surur

ui rabba ui rabba ye jawani 

masha allah subhan allah

masha allah subhan allah 

ho m m mere p p pichhe, kyun pada hain sara jamana 

kyun pada hain sara jamana 

ye jamana hain divana, hain divana ye jamana 

ye ye main na j j janu, kyu bani hu sabka nishana 

kyu bani hu sabka nishana 

ye nishana katilana, katilana ye nishana 

mera dil ye kabutar dare dare 

gutur gu gutur gu kare kare 

ye dil hain akela hajaro ka mela 

mushkil me main hu hujur 

ui rabba ui rabba ye jawani 

he masha allah subhan allah jawani 

masha allah subhan allah 

are baar baar log mujhe puchhe, ki hoya 

ye tainu ki hoya 

ho dava kar de is dil ki, meri jo bhi dava hain yaha hain 

meri jo bhi dava hain yaha hain 

jo dava hain wo yaha hain, jo yaha hain wo dava hain 

p p par main na na janu, man ke pinjre ka panchhi kaha hain 

man ke pinjre ka panchhi kaha hain 

wo vaha hain tu jaha hain, tu jaha hain wo vaha hain

wo hoga jaha bhi chhupa chhupa 

le jaungi use uda uda 

wo ankhiyon ka nur, jo hain najaro se dur 

milega milega jarur 

ui rabba ui rabba ye jawani 

he masha allah subhan allah jawani 

masha allah subhan allah 

are baar baar log mujhe puchhe kay jhala 

ha thandi thandi aahe kahe bhare maar dala

nahi mera ye kasur, hain jawani ka surur

ui rabba ui rabba ye jawani 

masha allah subhan allah

masha allah subhan allah 

ui rabba ui ui rabba ui

Explore this song