Roman script

bar bar aasuo ne bhigoi nazar

jane kyu lut gaya aaj ka ye ghar aaj ka ye ghar

bar bar aasuo ne bhigoi nazar

jane kyu lut gaya aaj ka ye ghar aaj ka ye ghar

aaj khushiyo ke chaman me kaisi ye aandhi chali

aaj khushiyo ke chaman me kaisi ye aandhi chali

kyu tod di jhoko ne gum ke sakh se dil ki kali

chal diya bag ba bhi kali rond kar

jane kyu lut gaya aaj ka ye ghar aaj ka ye ghar

aur koi chhod jata to na yu hota gila

aur koi chhod jata to na yu hota gila

aye aasma ye to bata ye kis khata ki di saza

kyu gaya apna hi dil mera tod kar

jane kyu lut gaya aaj ka ye ghar aaj ka ye ghar

gardisho me waqt ki hai zindagi ke kafile

gardisho me waqt ki hai zindagi ke kafile

dil se lagaya kal jinhe hai aaj unse fasle

cha gaya andhkar ab mai jau kidhar

jane kyu lut gaya aaj ka ye ghar aaj ka ye ghar

aasuo ka zahar jo bhi muskurake pee gaya

aasuo ka zahar jo bhi muskurake pee gaya

kato se bhi uljha magar wo phul banke jee gaya

ho gaya phir safal zindagi ka safar

dekh lo ik najar aaj ka ye ghar aaj ka ye ghar

Explore this song