Roman script

ye rat batao kiski hai mere bap ki

sarkar kiski hai mere bap ki

har gunah kiske hukm se hai bap ke 

sab darte kiske julm se hai bap ke

sab kala dhandha kiska hai bap ka

har gali ka gunda kiska hai bap ka

har hafte hafte kiska hai bap ka

har rafta rafta kiska hai bap ka

bap re bap kamal hai aap

beta bap se sawaya beta baap bech ke khaya

kuch kiya nahi sab paya khud ne kya kamaya

ye chamakta har iske bap ka ye churi ki dhar iske bap ki

agadi pichadi bap ke ye motar gadi bap ki

ye suit uske bap ka ye boot uske bap ka

jo bol raha wo juth uske bap ka

takat uske bap ki kimmat uske bap ki

jo fuk raha wo daulat uske bap ki

ye topi ye ghadi daddy ne di ye peti ye chadi daddy ne di

ye noti ki gaddi daddy ne di ye andar ki chaddi daddy ne di

maring jo ladi daddy ne di sharab jo chadi daddy ne di

aadat jo bigdi daddy ne di jidd jo pakdi daddy ne di

hat ja warna pachtayega bina maut ke mar jayega

kya socha dar jayega kya karega kaha jayega

jo humse takrayega chur chur ho jayega

jo apne sath me aayega wo mast ram kahlayega

jo aawaz uthayega wo mitti me mil jayega

jo dil maja dilayega wo isko le jayega khabardar

mai rato ka rajkumar mujhko kisi ki nahi darkar

idhar udhar kal aaj dar mai jabardast mai jordar

pyar kar kar jor nahi jo pyar me wo kamjor nahi

pyar se bolo nahi chalegi jor se bolo nahi chalegi

mara mari nahi chalegi gunda gardi nahi chalegi

sina jori nahi chalegi china jhapti nahi chalegi

nahi chalegi nahi chalegi nahi chalegi nahi chalegi

nahi chalegi nahi chalegi hath nahi lagana tod dalunga

aankh nahi dihkana fod dalunga juban nahi ladana kat dalaunga

najdik nahi aana mar dalunga ye chaku churi or talwar

banduk bam sare hathiya sab pyar me bekar sab pyar me bekar kyu

Explore this song