Roman script

baanki ada se bach payega nahi

baanki ada se bach payega nahi

jadu se khinch ke tu aayega yahi, aayega yahi

baanki ada se bach payega nahi

jadu se khinch ke tu aayega yahi, aayega yahi,

baanki ada se 

aisi jhalak main tujhko dikha du

soya hua tera pyar jaga du

aisi jhalak main tujhko dikha du

soya hua tera pyar jaga du

tikhe nayan ke baan chala ke

patthar ka bhi main dil pighla du

aisa surur

aisa surur tu kahin payega nahi

jadu se khinch ke tu aayega yahi, aayega yahi

baanki ada se bach payega nahi

jadu se khinch ke tu aayega yahi, aayega yahi

baanki ada se

Explore this song