Roman script

ye bangur jaisi duniya re duniya re duniya

ye phasaye udti muniya re muniya re muniya

jo chhune chali khula aasman

kahin bujh na jaye na jaye na jaye bechari dastan

dastan dastan

jo choone chali khula aasman

kahin bujh na jaye na jaye na jaye bechari dastan

maula re saiyan, sun le dohaiyan

maula re saiyan, sun le dohaiyan

sun le dohaiyan

phirti thi hawaon mein, par lagte the paon mein

zindagi band pinjron mein kyon aaj rehti hai

nindon ke sandokon mein kabhi sone ke sapne the

aaj peetal ke tukadon ko mohtaaj rehti hai

ye bangur jaisi duniya re duniya re duniya

ye phasaye urrti muniya re muniya re muniya

jo choone chali khula aasman

kahin bujh na jaye na jaye na jaye bechari dastan

jo choone chali khula aasman

kahin bujh na jaye na jaye na jaye bechari dastan

maula re saiyan, sun le dohaiyan

maula re saiyan, sun le dohaiyan

sun le dohaiyan

dohaiyan

dohaiyan o maula

Explore this song