Roman script

Yeh baangur jaisi duniya re duniya re duniya

Yeh phasaye urrti muniya re muniya re muniya

Jo choone chali khula aasmaan

Kahin bujh na jaye na jaye na jaye bechaari daastaan

(Daastaan… Daastaan…)

Jo choone chali khula aasmaan

Kkahin bujh na jaey na jaey na jaey bechaari daastaan

Maula re saaiyaan, sun le duhaaiyaan

Maula re saaiyaan, sun le duhaaiyaan

Sun le duhaaiyaan

Phirti thi hawaaon mein, par lagte thay paaon mein

Zindagi band pinjaron mein kyun aaj rehti hai

Neendon ke sandookon mein kabhi sone ke sapne thay

Aaj peetal ke tukdon ko mohtaaj rehti hai

Yeh baangur jaisi duniya re duniya re duniya

Yeh phasaye urrti muniya re muniya re muniya

Jo chhoone chali khula aasmaan

Kahin bujh na jaey na jaey na jaey bechaari daastaan

Jo chhoone chali khula aasmaan

Kahin bujh na jaye na jaye na jaye bechaari daastaan

Maula re saaiyaan, sun le duhaaiyaan

Maula re saaiyaan, sun le duhaaiyaan

Sun le dohaaiyaan

Duhaaiyaan… duhaaiyaan O maula…

Explore this song