Roman script

yeh baangur jaisi duniya re duniya re duniya

yeh phasaye urrti muniya re muniya re muniya

jo choone chali khula aasmaan

kahin bujh na jaey na jaey na jaey bechaari daastaan

(daastaan... daastaan...)

jo choone chali khula aasmaan

kahin bujh na jaey na jaey na jaey bechaari daastaan

maula re saaiyaan, sun le dohaaiyaan

maula re saaiyaan, sun le dohaaiyaan

sun le dohaaiyaan

phirti thi hawaaon mein, par lagte thay paaon mein

zindagi band pinjron mein kiyun aaj rehti hai

neendon ke sandooqon mein kabhi sone ke sapne thay

aaj peetal ke tukrron ko mohtaaj rehti hai

yeh baangur jaisi duniya re duniya re duniya

yeh phasaye urrti muniya re muniya re muniya

jo choone chali khula aasmaan

kahin bujh na jaey na jaey na jaey bechaari daastaan

jo choone chali khula aasmaan

kahin bujh na jaey na jaey na jaey bechaari daastaan

maula re saaiyaan, sun le dohaaiyaan

maula re saaiyaan, sun le dohaaiyaan

sun le dohaaiyaan

dohaaiyaan

dohaaiyaan o maula

Explore this song