Roman script

baaja baja baaja baja 

baaja baja ho raja baaja baja 

padosi jaage baaja kaise baje

padosi jaage baaja kaise baje

baaja baja baaja baja 

baaja baja ho raja baaja baja 

padosi jaage baaja kaise baje

padosi jaage baaja kaise baje

bangla bhi apna hai apna hai baaja

bangla bhi apna hai apna hai baaja

humko kisi ka bhi dar kya hai raja

table pe jab thap jamke padegi

table pe jab thap jamke padegi

sare mauhalle ki dhadkan badhegi

to kya hua

baaja baja baaja baja 

baaja baja ho raja baaja baja 

lage na sur baaja kaise baje

lage na sur baaja kaise baje

taaro ko kasle jara sur mila le

taaro ko kasle jara sur mila le

chhed de wo raag jo dil hila de

bewaqt ka raag main chhedu kaise

bewaqt ka raag main chhedu kaise

kyu mere pichhe tu padi hai aise

jaau kahan

baaja baja baaja baja 

baaja baja ho raja baaja baja 

nindiya aaye baaja kaise baje

nindiya aaye baaja kaise baje

thumka lagake payaliya baja du

ha thumka lagake payaliya baja du

aankho se teri main nindiya uda du

rani ye raat ka pichhla pahar hai

rani ye raat ka pichhla pahar hai

bapu ke bhi laut aane ka dar hai

darta hai kya

baaja baja baaja baja 

baaja baja ho raja baaja baja 

anadi hu main baaja kaise baje

anadi hu main baaja kaise baje

bata du baaja kaise baje

bata du baaja kaise baje

Explore this song