Roman script

baag me koyaliya yehi gaye baag me koyaliya yehi gaye

gai jawani laut na aaye gai jawani laut na aaye

khili khili kaliyo ko banwara

baar baar samjhaye baar baar samjhaye

tu hai jawan to duniya jawan hai

tu hai jawan to duniya jawan hai

tujhsa jamane me aur kaha hai jamane me aur kaha hai

aaj jamane me angdai apne pe itraye

gai jawani laut na aaye gai jawani laut na aaye

baag me koyaliya yehi gaye baag me koyaliya yehi gaye

gai jawani laut na aaye gai jawani laut na aaye

haye re dil ki dunia dole haye re dil ki dunia dole

dhadkan me jane kya bole dhadkan me jane kya bole

karle mujhse dil ki bate hasrat reh na jaye

karle mujhse dil ki bate hasrat reh na jaye

gai jawani laut na aaye gai jawani laut na aaye

baag me koyaliya yehi gaye baag me koyaliya yehi gaye

gai jawani laut na aaye gai jawani laut na aaye

Explore this song