Roman script

badal ghumad badh aaye

badal ghumad badh aaye

kali ghata ghanghor gagan me

kali ghata ghanghor gagan me

andhiyara chahu or 

dhan barsat utpat parlay ka 

pyasa kyu man mora

pyasa kyu man mora

badal baras ab maun bhaye 

badal baras ab maun bhaye 

ravi ujjwal prajwalit gagan me 

prajwalit gagan me 

gagan me, gagan me, gagan me

ravi ujjawal parjwalit gagan me 

kan krankit mor 

jai mangal jai ghosh gagan ka

jai ghosh gagan ka

jai mangal jai ghosh gagan ka

subh utsav chahu aur 

subh utsav chahu aur 

badal baras ab maun bhaye 

badal baras 

badal baras ab maun bhaye 

badal baras, badal baras 

badal baras ab maun bhaye

Explore this song