Roman script

chai ghor amashi aao hari aao

sari dhrti hai pyasi aao hari aao hari aao

dharti ko ghar banane dukh sare dur bhagane

andhiyare sare mitane suraj sa jagmagane ayega

jhumo re nacho re sab mil  gao re

preeti ki dhun leke hari ayenge

palke bijhao re mangal sab gao re

manav ka rup leke hari ayenge

ayega koi ayega sabpe chha jayega

tan man se naiya ko par lagane wo 

ayega koi ayega man me chha jayega

roti si dharti ko khil khil hasane wo

parwat sagar matti badal sab me uska was hai

koyal gaye jhingur bole uski hi awaz hai

ho uska daras dikhe har ek atma ki pyas hai

ana hari aana ab to tujhse sari aas hai

ab re bhay dekho galiya bhay dekho

teeno loko ke vasi sawagat ko aye

ayega koi ayega sabpe chha jayega

tan man se naiya ko par lagane wo 

ayega koi ayega man me chha jayega

roti si dharti ko khil khil hasane wo

bhatka bhula bhula manva jab bhi apni rah to

laga laga vasundhara ko dukho ka shap to

ho bada chala bada jab dharti pe pap to

aya hari aya karne pap ka vinash ho

kabhi to rah pawan naam banwaya ho

in palko me sari sristhi hai bati

ayega koi ayega sabpe chha jayega

tan man se naiya ko par lagane wo 

ayega koi ayega man me chha jayega

roti si dharti ko khil khil hasane wo

Explore this song