Roman script

aye zindagi ye kaisa gham na duaa lage na hi dum

nafraton ki aag me ishq badla raakh me

kaisi jagah dekho pahunche hum

aye zindagi ye kaisa gham kaisa gham

ye hua jo bhi hua hai dil ki hai ye khata

aye khuda is  raat ki subah kahan hai bata

aye zindagi ye kaisa gham

kaun hoon ye main kaun hoon

khud ko maine kahan kho diya

hai kahan rehbar tu kahan

tujhko dhoondhe zameen aasmaan

kaanpta hai ye dil mera

hone ko hai woh jo hai ankaha

ghut raha khwaabon ka dum

ye raat kab hogi khatam

kaisi jagah dekho pahunche hum

aye zindagi ye kaisa gham kaisa gham

ye hua jo bhi hua hai dil ki hai ye khata

aye khuda is  raat ki subah kahan hai bata

ye hua jo bhi hua hai dil ki hai ye khata

aye khuda is  raat ki subah kahan hai bata

ye hua jo bhi hua hai dil ki hai ye khata

aye khuda is  raat ki subah kahan hai bata

ye hua jo bhi hua hai dil ki hai ye khata

aye khuda is  raat ki subah kahan hai bata

Explore this song