Roman script

a zindagi hui kaha bhul 
jiski hume mili ye saza 
a zindagi hui kaha bhul 
jiski hume mili ye saza 
kaha se kaha laai tu hume 
humse hai kyun itni kaffa 
ae zindagi 
kaha gaye din wo suhane 
kaha khoya pyar hamara 
kaha udi payar chigari 
jal gaya wo sukh sara 
ho apne kahe koi nahi
a zindagi hui kaha bhul 
jiski hume mili ye saza 
a zindagi hui kaha bhul 
jiski hume mili ye saza 
bithe jo dil pe hamare
ja ke kaha kisko sunaye
jalke jo aakho se dil 
ke aashu ye kisko dikhae
o kaun sune dil ka ye gum
dushman hai jag sara 
a zindagi hui kaha bhul 
jiski hume mili ye saza 
a zindagi
jae to hum kaha jae 
suje na koi kinara 
ghar gaya jiya ji ke 
cchord de picha humara 
a teri kasam duniya mein
hum aaege na dubara 
a zindagi hui kaha bhul 
jiski hume mili ye saza 
kaha se kaha laai tu hume 
humse hai kyun itni kaffa 
ae zindagi hui kaha bhul

Song details