Roman script

aankhon jaisa ankh nahi hai kajal ka dil karta hai 
aye saiyan chashma lagaila abh na aayi hai jawani 
honton jaisa hont nahi hai laali ka dil karta hai 
aye saiyan panwa chabaila abh na aayi hai jawani 
seenchu jaisa seench nahi hai saiyan ka dil karta hai 
aye guyian devar bulaila fir na aayi hai jawani
aye sayian julfi kataila aye guyian devar bulaila
aye saiyan panwa chabaila aye sayian julfi kataila
abh na aayi hai jawani

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Orunima Bhattacharya, Vivek Naik

lyricist: Ghalib Asad Bhopali, Traditional