Roman script

aye sabah unse kah jara ke hume bekarar kar diya

dil hamara jaan se pyara kya karu tum pe ye nikhar kar diya

zindagi, tum nahi to zindagi nahi

chadani, tum nahi to chandani nahi

zindagi, tum nahi to zindagi nahi

chadani, tum nahi to chandani nahi

oo gunegaro ye pukaro, tum nahi bahar ko bahar kar diya

aye sabah unse kah jara ke hume bekarar kar diya

kah jara sanam humko tumse pyar hai

kah diya ki mai, hume tumko pyar hai

kah jara sanam dil se dil nisar hai

kah diya sanam dil se dil nisar hai

pas aa to, muskara ke tumne magar bekarar kar diya

aye sabah unse kah jara ke hume bekarar kar diya    

tu hamara jaan se pyara kya karu tum pe yu nikhar kar diya 

aye sabah unse kah jara ke hume bekarar kar diya

aye sabah unse kah jara

Explore this song