Roman script

aye mohabbat tere jaha me

gum ke siwa kuch bhi nahi

kuch bhi nahi

meri khata haye kahti hai unko

unki khata kuch bhi nahi

kuch bhi nahi

dil se kaha tha mohabbat na karna

mohabbat na karna

dil se kaha tha mohabbat na karna

mohabbat na karna

o dil ka jadu tujhko milega

aisi saja kuch bhi nahi kuch bhi nahi

aye mohabbat tere jaha me

gum ke siwa kuch bhi nahi kuch bhi nahi

darde judai mujhe dene wale

mujhe dene wale

darde judai mujhe dene wale

mujhe dene wale

is tute dil ka kismat se shikwa

tujhse gila kuch bhi nahi kuch bhi nahi

aye mohabbat tere jaha me

gum ke siwa kuch bhi nahi kuch bhi nahi

barbad mai hu tu shad rahna

tu shad rahna

barbad mai hu tu shad rahna

tu shad rahna

bas de rahi hai tujhko dua ye

iske siwa kuch bhi nahi kuch bhi nahi

aye mohabbat tere jaha me

gum ke siwa kuch bhi nahi kuch bhi nahi

Explore this song