Roman script

aye meri jindagi tere bin jina bhi kya

aye meri jindagi tere bin jina bhi kya

na lage dil mera ab kahi tere siwa

aye meri jindagi tere bin jina bhi kya

aye meri jindagi tere bin jina bhi kya

aaj tak yad banke sataye, biti subah wo shame wo rate

ek pal bhi na mai bhul pau wo suhani mohabbat ki bate

jina hai marna hai pyar tujhe karna hai

jina hai marna hai pyar tujhe karna hai sari umar

aye meri jindagi tere bin jina bhi kya

aye meri jindagi tere bin jina bhi kya

na lage, na lage dil mera ab kahi tere siwa

aye meri jindagi tere bin jina bhi kya

aye meri jindagi tere bin jina bhi kya

maine chaha tujhe tujhko puja apni sanso me tujhko basaya

hoke tujhe juda mere hamdam chain mujhko kahi bhi na aaya

jab tanha hoti thi tere liye roti thi

jab tanha hoti thi tere liye roti thi meri najar

aye meri jindagi tere bin jina bhi kya

aye meri jindagi tere bin jina bhi kya

na lage dil mera ab kahi tere siwa

na lage dil mera ab kahi tere siwa

aye meri jindagi tere bin jina bhi kya

aye meri jindagi tere bin jina bhi kya

Explore this song