Roman script

aye meri bekhudi, tu kaha le chali

vo hasi ek najar, kar gayi bekhabar

aye humsafar tum kya mile, duniya ki hulchal me

kam ho gaye har fasle, duniya ki hulchal me

aye meri bekhudi, tu kaha le chali

vo hasi ek najar, kar gayi bekhabar

har taraf bekhudi, ye kaha aa gaye

sath mere yaha, dono jaha aa gaye

jindagi ke liye, ye jaruri hua

mang le aaj to, jindagi ki dua

hum thamke har dhadkan chale, duniya ki hulchal me

kya khub hai ye silsile, duniya ki hulchal me

aye meri bekhudi, tu kaha le chali

vo hasi ek najar, kar gayi bekhabar

khwahiso ke liye, bandishe tod de

aaj har mod ko, ek naya mod de

jhum le jhum ke, chum le aasmaan

ab na bas me rahi, dil ki betabiya

dil hosh se kab kaam le, duniya ki hulchal me

ab aa ke koi tham le, duniya ki hulchal me

aye meri bekhudi, tu kaha le chali

vo hasi ek najar, kar gayi bekhabar

aye meri bekhudi, tu kaha le chali

vo hasi ek najar, kar gayi bekhabar

ye kon dil me aa gaya, duniya ki hulchal me

ehsas banke chha gaya, duniya ki hulchal me

aye meri bekhudi, tu kaha le chali

vo hasi ek najar, kar gayi bekhabar

ye na socha kabhi, yu hi ho jayega

besabab bevajah, dil ye kho jayega

ruh me karvate, sans me garmiya

kya hua kya kahe, kon hai darmiya

ye kon dil par chha gaya, duniya ki hulchal me

saya koi lahra gaya, duniya ki hulchal me

aye meri bekhudi, tu kaha le chali

vo hasi ek najar, kar gayi bekhabar

ye kon dil me aa gaya, duniya ki hulchal me

ehsas banke chha gaya, duniya ki hulchal me

aye meri bekhudi, tu kaha le chali

vo hasi ek najar, kar gayi bekhabar

Explore this song