Roman script

aye mere dil hardam ye duaa kare 

aye mere dil hardam ye duaa kare 

ya mere malik tu sab ka bhala kar 

aye mere dil hardam ye duaa kare 

ya mere malik tu sab ka bhala kar 

ya mere malik tu sab ka bhala kar 

ye ped deta hai sabko saya ae shaks tu kiske kaam aaya 

ye ped deta hai sabko saya ae shaks tu kiske kaam aaya

ae shaks tu kiske kaam aaya

tu bhi kisi ke gam ki dawa kar 

tu bhi kisi ke gam ki dawa kar 

ya mere malik tu sab ka bhala kar 

ya mere malik tu sab ka bhala kar

sabse bada hai insan hai tu insaniyat ki pehchan hai tu 

sabse bada hai insan hai tu insaniyat ki pehchan hai tu 

insaniyat ki pehchan hai tu 

insan hone ka hak ada kar 

insan hone ka hak ada kar 

ya mere malik tu sab ka bhala kar 

ya mere malik tu sab ka bhala kar

aye mere dil hardam ye duaa kare 

aye mere dil hardam ye duaa kare

ya mere malik tu sab ka bhala kar 

ya mere malik tu sab ka bhala kar

Explore this song