Roman script

kuchh to hai baki abhi jajbato me 

kya keh rahi hai aankhe in aansuyo se 

kuchh to hai baki abhi jajbato me 

kya keh rahi hai aankhe in aansuyo se 

ghut raha dam yaha zindgi hai dhua

raste kho gaye jaun bhi to mai kahan 

ae khuda ye bata di hai kyu ye saza

aankhon se sapne ab to khone lage 

mar mar ke zinda hum to hone lage 

ghut raha dam yaha zindgi hai dhua 

raste kho gaye jaun bhi to mai kahan 

ae khuda ye bata di hai kyu ye saza

nindon ke dhago se mai khwab hi bunta raha 

uske jhuthe wadon pe main yakin karta raha 

tukdo me dil tod ke wo ja chuka munh mod ke 

mit jane de mere nishan mere haal pe mujhe chhod de 

meri thi kya khata de gaya kyun daga 

ae khuda ye bata di hai kyu ye saza

us farebi ki ada jise pyar mai karta raha 

chhod kar sara jahan bas dil ki mai sunta raha 

tanhayiyo ka saur hai ruswayiyon ka daur hai 

ye umar bhar ke fasle ek khalipan har or hai 

ae khuda ye bata di hai kyu ye saza

ae khuda ye bata di hai kyu ye saza

Explore this song