Roman script

aye kash tum kah do 

kabhi tum ho mere tum ho mere 

aye kash tum kah do 

mausam wahi manjar wahi 

hai pyar ki wahi wadiya 

dauraah rahi hai tanhaiya

meri tumhari wahi daasta

chhup kar kahe ise aawaj do fir 

tum ho mere tum ho mere 

aye kash tum kah do 

kabhi tum ho mere tum ho mere 

ye kya hua kyo ho agay 

chaht kah wo gum ho gayi 

kismat se tha tumko churaya

kismat churake tum to kyu le gayi 

chhup kar kahi se aawaj do fir 

tum ho mere tum ho mere 

aye kash tum kah do 

kabhi tum ho mere tum ho mere

Explore this song