Roman script

aye hai dilruba tujhko kya pata

jindagi mein har dil ko jitkar jina hai jindagi

o papaa ae hai dilruba tujhko kya pata

jindagi mein har dil ko jitkar 

jina hai jindagi o papaa

kyo geet gaau kyo muskuraau

tu ye jane na jane na jane

meri tamnna meri jhalak ke 

sab hai deewane deewane deewane

ye mera hai jamana meri hai ye mahfil 

o ri jani tujhe kahabar kya

o papaa ae hai dilruba tujhko kya pata

jindagi mein har dil ko jitkar 

jina hai jindagi o papaa o papaa

ae hai dilruba tune sach kaha

jindagi mein har dil ko jitkar jina hai jindagi

ae hai dilruba tune sach kaha

jindagi mein har dil ko jitkar jina hai jindagi

o papaa ae hai dilruba tune sach kaha

jindagi mein har dil ko jitkar 

jina hai jindagi o papaa o papaa

duniya chaman hai tu daali daali 

khilti chali ja chali ja chali ja

teri najar hai tere najare 

milke chali ja chali ja chali ja

o fir tab hai majaa kahi ruk jaye

milke kabhi kabhi naina jhuk jaye

fir bhi tab hai maja kahi ruk jaaye 

milke kabhi kabhi naina jhuk jaye

chalna jindagi hai rukne mein kya hai 

o ri jaani tujhe khabar kya

o papaa ae hai dilruba tune sach kaha

jindagi mein har dil ko jitkar 

jina hai jindagi o papaa o papaa

nadani hai ranj jo ham bhar dena dil ko 

dekh dekh pinjare mein kaid kar dena dil ko

baandhe dil ki dor kaam hai aajadi ka

phul patti janjir naam hai aajadi ka 

tu hai chandni chal ke fail ja manjil manjil 

ghar ka deepak kya maja fire mahfil mahfil 

apna dil hai apni raat hai 

apne apne dil ki baat hai 

sab tera dil tera sakhi duje ka hai 

duje ka hai dil tera sakhi

duja bhi hai kya sitam hai ji

apna hi gam kaun kam hai ji

auro mein tu nahi kho saki

apni bhi tu nahi ho saki

wo bhi kya jindagi jo kisi aur ho

o ri jaani tujhe khabar kya

o papaa ae hai dilruba tune sach kaha

jindagi mein har dil ko jitkar 

jina hai jindagi o papaa o papaa

Explore this song