Roman script

gum hai fiza, gum har disha 

sun to jara, khamoshiyon ki sada 

khamoshiyon ki sada 

gum hai fiza, gum har disha 

sun to jara, khamoshiyon ki sada 

khamoshiyon ki sada 

narm hain roshni, ujle hain sare pal 

nili si jhil me, khil rahe hain kanval 

ek lahar jaag uthi, patta jo koi gira 

sun to jara, khamoshiyon ki sada 

khamoshiyon ki sada 

osh me hain dhula subah ka ye samma 

moti hain phul par, num si hain daaliyan 

ek kali jaag uthi, haule se aai jo hava 

gum hai fiza, gum har disha 

sun to jara, khamoshiyon ki sada 

la la la la la

Explore this song