Roman script

aye dilwalo pyar na karna

is papi sansar se darna

aye dilwalo pyar na karna

aye dilwalo pyar na karna

is papi sansar se darna

aye dilwalo pyar na karna

dil ka sahara leke chale hum

wo bhi sahara tut gaya

wo bhi sahara tut gaya

is tarah unka daman choda

is tarah unka daman choda

jaise ke daman chut gaya

ab kyu rona aahe bharna

is papi sansar se darna

aye dilwalo pyar na karna

aye dilwalo pyar na karna

is papi sansar se darna

aye dilwalo pyar na karna

ho pyar ki baji khelne walo

koi yaha ki reet nahi

koi yaha ki reet nahi

har to iski har hai lekin

har to iski har hai lekin

jeet bhi iski jeet nahi

fir ham par ilzam dharna

is papi sansar se darna

aye dilwalo pyar na karna

mushkil jina mushkil marna

aye dilwalo pyar na karna

Explore this song