Roman script

aye chand unse kahna

aye chand unse kahna

jis dil mein ghar kiya 

jis dil mein ghar kiya 

us ghar mein aa ke rahna

aye chand unse kahna

aye chand unse kahna

sapno ke mahal dil mein

tamir ke liye hai 

mero wafa ke lakho

rang ye aankho mein bhar liye hai

mero wafa ke lakho

rang ye aankho mein bhar liye hai

ab inme aake rahna

aye chand unse kahna

aye chand unse kahna

badhti hui jawani

aaho mein gal na jaye

badhti hui jawani

aaho mein gal na jaye

chaht bhare dilo ki

duniya badal na jaye

mushkil pade ho kahna

aye chand unse kahna

aye chand unse kahna

gam mein na dub jaye

bekar ki jindgani

hontho pe ban ke pyale

aankho mein banke pani

hontho pe ban ke pyale

aankho mein banke pani

dil ko pade na sahna

aye chand unse kahna

aye chand unse kahna

Explore this song