Roman script

awwal awwal ki dosti hain abhi hain abhi 

ek gajal hain, ek gajal hain 

ek gajal hain, ki ho rahi hain abhi hain abhi 

main bhi shehar-e-vafa me nau vaarid 

main bhi shehar-e-vafa me nau vaarid 

wo bhi ruk ruk, wo bhi ruk ruk 

wo bhi ruk ruk ke chal rahi hain abhi hain abhi 

awwal awwal ki dosti hain abhi hain abhi

main bhi aisa kaha ka zud shinaast 

main bhi aisa kaha ka zud shinaast 

wo bhi lagta , wo bhi lagta 

wo bhi lagta hain sochti hain abhi hain abhi

awwal awwal ki dosti hain abhi hain abhi

dil ki varaaftagi hain apni jagah 

dil ki varaaftagi hain apni jagah 

fir bhi kuchh ehtiyaat si hain abhi hain abhi 

fir bhi kuchh ehtiyaat si hain abhi hain abhi 

awwal awwal ki dosti hain abhi hain abhi

garche pahle sa ijatenaab nahi 

garche pahle sa ijatenaab nahi 

fir bhi kam kam sipurdgi hain abhi hain abhi 

fir bhi kam kam sipurdgi hain abhi hain abhi 

awwal awwal ki dosti hain abhi hain abhi

kaisa mausam hain kuchh nahi khulta 

kaisa mausam hain kuchh nahi khulta 

kaisa mausam, kaisa mausam

kaisa mausam

kaisa mausam hain kuchh nahi khulta 

bunda baandi hain chup bhi hain abhi hain abhi 

bunda baandi hain chup bhi hain abhi hain abhi 

awwal awwal ki dosti hain abhi hain abhi

ek gajal hain, ek gajal hain 

ek gajal hain, ki ho rahi hain abhi hain abhi 

awwal awwal ki dosti hain abhi hain abhi

hain abhi hain abhi, hain abhi hain abhi

Explore this song