Roman script

awara majhi awara majhi jayega kaha

uska to sahil tum ho jaha

awara majhi jayega kaha

uska to sahil tum ho jaha

chahe duba do chahe bacha lo

awara majhi jayega kaha

uska to sahil tum ho jaha

chahe aaj mujhse meri hasrato se

gusse me na kijeye mil jane ka vada

ab jane mohabbat ab to dil ne tumpe

marke kar liya hai jine ka irada

chahe duba do chahe bacha lo

awara majhi jayega kaha

uska to sahil tum ho jaha

sagar se bhi gahari ye aankhe tumhari

jiski hamsafar ho kyu jaye kahi pe

ubhara hai yahi se armano bhara dil

armano bhara dil dubega yahi pe

chahe duba do chahe bacha lo

awara majhi jayega kaha

uska to sahil tum ho jaha awara majhi

Explore this song