Roman script

pehla pehla ishq hua hai

pehla tajurba pehli dafa hai

ho tu jo nahi to kuchh bhi nahi hai

saanson ke chalne ki tu hi wajah hai

maange fakeer duaaein allah

yaar di soorat mashallah

reet na jaanu riwaaz na maanu

main te thehra saada banda

maange fakeer duaaein allah

yaar di soorat mashallah

reet na jaanu riwaaz na maanu

main te thehra sada banda bechara dil mera

mera dil tujhko hi dhoondhta rehta hai

awara awara awara dil mera

mera dil tujhko hi dhoondhta rehta hai

kal parso ke liye na to barso ke liye

tujhko hai maanga har janam ke liye

ho meri to duaae sari ho meri to wafaye sari

jo bhi hain woh hain mere sanm ke liye

ha main bhi sajde mein jhuka kar sar

dua mein maangta hoon tujhe

na hogi aakhiri dum tak ye chaahat kam

awara dil mera

mera dil tujhko hi dhoondhta rehta hai

jab na main dekhu tujhe jab na main sochu tujhe

mere din dhale na meri raat ho

koi bhi zamana aaye koi bhi thikana aaye

koi sang ho na ho tera sath ho

teri yaado ke saaye mein main ik ik pal bitata hu

kahi jaau tere charcha teri baat ho awara dil mera

mera dil tujhko hi dhundhta rehta hai

awara awara awara dil mera

mera dil tujhko hi dhundhta rehta hai

Explore this song