Roman script

aurat naa ho to zindagi hai

kyaa hai

kaudi kaam ki

ae dil kiye jaa pujaa tu aurat ke naam ki

ae dil kiye jaa pujaa tu aurat ke naam ki

aurat hai jis kaa naam wo dil kaa karaar hai

aurat ke dam se zindagi baag-o-bahaar hai

aurat ke dam se zindagi baag-o-bahaar hai

duniyaa andheri raat hai

vaah-vaah, vaah-vaah

aurat chiraag hai

ae, aurat hai jis kaa naam mohabbat kaa baag hai

aurat hai jis kaa naam mohabbat kaa baag hai

Explore this song