Roman script

aur to koi nahi sahaara tu hi haath badha de

ganga yamuna ban ke baadal gam ki aag bujha de

o barso re, haay bairi badarva barso re

o barso re, haay bairi badarva barso re

aaj kisi ki prit nagar me lag na jaaye aag

barso re, haay bairi badarva barso re barso re

duniya vaale prit ke dushman dil tadpaane vaale

koi nahi bujhaane vaala sab hai lagaane vaale

barso re, haay bairi badarva barso re

aaj kisi ki prit nagar me lag na jaaye aag

barso re, haay bairi badarva barso re barso re

angaaro ki doli laaya janam janam ka saathi

maut ka ghunghat le kar mai bhi piya milan ko jaati

barso re, haay bairi badarva barso re

aaj kisi ki prit nagar me lag na jaaye aag

barso re, haay bairi badarva barso re barso re

Explore this song