Roman script

tu hi toh mere pas hai
phir yeh kaisi pyas hai
yeh kaisa ehsas hai
koi bata de mujhe
aaj mai hu aur tum 
ho aur mohabbat hai
aur mohabbbat hai 
aur mohabbat hai
mai bhi ghum hu tum 
bhi ghum ho hai yeh chahat hai
ha yeh chahat hai 
ha yeh chahat hai
aur mohabbat hai
yeh kaise mumkin hai tumko 
kisi ne ab tak pyar na kiya
yeh kaise mumkin hai tumko 
kisi ne ab tak pyar na kiya
mai kaise yeh manu tumko 
ab tak dil na diya
kaisi hai yeh uljhan
dil yeh laga sochane
tej hai kyon dhadkane
koi bata de mujhe
aaj mai hu aur tum 
ho aur mohabbat hai
aur mohabbbat hai 
aur mohabbat hai
jo tumse kehna tha maine kaha 
na lab par bat hai ruki
jo tumse kehna tha maine kaha 
na lab par bat hai ruki
lagta hai yeh aksar mere 
liye hi shayad tu hai bani
kaisa aitbar hai
kaisa intejar hai
kyo tumse itna pyar hai
koi bata de mujhe
aaj mai hu aur tum 
ho aur mohabbat hai
aur mohabbbat hai 
aur mohabbat hai
mai bhi ghum hu tum 
bhi ghum ho hai yeh chahat
han yeh chahat hai 
aur mohabbat hai
lyrics typed by: pournima gujar

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Kareena Kapoor, Abhishek Bachchan