Roman script

kaun kiska habib hota hain 
apna apna nasib nasib hota hain 
kaun kiska habib hota hain 
apna apna nasib nasib hota hain 
yaad karta hain jab aziz koi 
dard dil ke karib hota hain 
aur duniya mein bhala kaun humara hoga 
aur duniya mein bhala kaun humara hoga 
dil jo tadpa hain tadpa hain 
dil jo tadpa hain ye tumne hi puakra hoga 
aur duniya mein bhala kaun humara hoga 
aur duniya mein bhala kaun humara hoga 
hum kisi gair ya kaba se to vakif hi nahi 

sar jhuka hain ye jahan dar wo tumhara hoga 

aur duniya mein 
ashk takdeer mein to uski kami koi na thi 

lagta hain majnu ko takdeer ne mara hoga 
lagta hain majnu ko takdeer ne mara hoga 
dil jo tadpa hain ye tumne hi puakra hoga 
aur duniya mein bhala kaun humara hoga 
aur duniya mein

Song details

Song video

Watch on YouTube