Roman script

aatma marti aatma marti na bigadti hai 
na to jalti hai jism marta hai 
bigadta hai jal jata hai 
aatma marti na bigadti 
na to jalti hai jism marta hai 
bigadta hai jal jata hai aatma marti nahi hai 
baat karne se insa ka janam hota hai
baat karne se insa ka janam hota hai
apni karni ka hatho se beej bota hai 
apni karni ka hatho se beej bota hai 
aatma marti aatma marti na bigadti 
na to jalti hai jism marta hai 
bigadta hai jal jata hai aatma marti nahi hai  
jism dhoka hai mohobat ka fana ho jaye 
jism dhoka hai mohobat ka fana ho jaye 
aatma pyar ko chu le to amar ho jaye 
aatma pyar ko chu le to amar ho jaye 
aatma marti aatma marti na bigadti 
na to jalti hai jism marta hai 
bigadta hai jal jata hai  
atma marti na bigadti 
na to jalti hai jism marta hai 
bigadta hai jal jata hai aatma marti nahi hai

Song details

singer: S.P. Balasubramaniam, S. Janaki