Roman script

atka atka dil mera atka julfo me teri latka

bhatka bhatka dil mera bhatka aankho me teri bhatka

are meri taraf jara tak tak are meri taraf tak tak

maska maska aur lagao tarifo ka maska

jhatka  jhatka  tune chhua to dil ko laga mere jhatka 

sina kare mera dhak dhak are sina kare mera dhak dhak

latka dikha ke to latka diya tune bechaini badati jaye

khadka kahtka teri jawani pe baithe jawani lutaye

latka dikha ke to latka diya tune bechaini badati jaye

khadka kahtka teri jawani pe baithe jawani lutaye

jal kyu na bharta hai ye chaah karta hai

de du tujhe ek dhak dhak

tan man pe dhala hai jiwan pe dhala hai

fir bhi hai kyu tujhko sak sak sak

atka atka dil mera atka julfo me teri latka

maska maska aur lagao tarifo ka maska

are meri taraf jara tak tak are meri taraf tak tak

o sina kare mera dhak dhak

dil me bithaye baho me uthaye yu hi mujh ko rakhna

pal pal machale hai dil ye fisale hai chehra tera itna chikana

dil me bithaye baho me uthaye yu hi mujhko rakhna

pal pal machale hai dil ye fisle hai chehara tera itna chikana

tan ke ujhale hai tere hawale hai

rang mera kyu bhi fir bhi fak fak fak

naina jo mere hai deepak vo mere hai 

hotho pe bhi de de hak hak

maska maska aur lagao tarifo ka maska

jhatka  jhatka  tune chhua to dil ko laga mere jhatka 

are meri taraf jara tak tak are meri taraf tak tak

sina kare mera dhak dhak 

are meri taraf jara tak tak are meri taraf tak tak

Explore this song