Roman script

bade siyane bante firte kar baithe nadani 
bejod dard hai ghutno me hui khicha tani 
khud se jo paale the us pensan se palla jhad ke 
khud se jo paale the us pensan se palla jhad ke 
achche khase bane nithalle gam ka pnna faad ke 
ban gaye aisi chhatri are ban gaye aisi chhatri
ban gaye aisi chhatri ke jisme hajaro chhed hai 
are maaf karna maaf karna biara 
asuvidha ke liye khed hai
are maaf karna maaf karna biara 
asuvidha ke liye khed hai
ban ke hero karne chale the tan fayar sayar 
lagi panoti bich raste fata are fata sapno ka taayar
babbar she samjhte khud ko chale bhed ki chal 
sach me sune dahad sher ki pent gili kar daale 
are lage are lage ludkane aise ye laute ki pend hai 
are maaf karna maaf karna biara 
asuvidha ke liye khed hai
are maaf karna maaf karna biara 
asuvidha ke liye khed hai
frustration mein frustration mein 
location hi bhul gaye manjil ki 
are hua atek hathode sa dhadkan ruk gayi dil ki 
chor chor mausere bhai jaisi inki yaari 
kabhi lage hai barf ki silli kabhi lage chingari
are man ko maar ke baithke uspe ki matbhed hai 
are maaf karna maaf karna biara 
asuvidha ke liye khed hai
are maaf karna maaf karna biara 
asuvidha ke liye khed hai

Song details

Song video

Watch on YouTube