Roman script

ishq hai woh aatish ghalib

jo jalaaye na jale bujhaaye na bujhe

apni salamati hai maangti tujhse nazar o naazani

salaam se naakaam se dil ki kayi baate bani

assalaam-e-ishqum yara assalaam-e-ishqum

ho meri aadaye teer hai, ha meri aadaye teer hai

meri aadaye teer hai, mere yaar nishaana tum

assalaam-e-ishqum yara assalaam-e-ishqum

assalaam-e-ishqum yara assalaam-e-ishqum

apni salamati hai maangti tujhse nazar o naazani

salaam se nakaam se dil ki kayi baate bani

ha maar de ya chhod  de tu, rakh le dil ya tod de tu

aisa koi mod de tu zindagi me ho maza

hey aaj hai angdaiyo me mill kabhi tanhaiyo me

husn ki parchhaiyo me khubsurat ho fiza

he husn gali me senkdo, re husn gali me senkdo

husn gali me senkdo deewane ho gaye gum

assalaam-e-ishqum yara assalaam-e-ishqum

assalaam-e-ishqum yara assalaam-e-ishqum

soch koi raat aisi, raat me ho baat aisi

baat me barsaat aisi jisme bheege manchala

hey raat ka tanha safar ho, ishq apne zor par ho

karwate kuch humsafar ho aag bin ho tan jala

ha ek baar dhuye se husn ke, ek baar dhuye se husn ke

ek baar dhuye se husn ke thoda sa bhar lo dum

assalaam-e-ishqum yara assalaam-e-ishqum

assalaam-e-ishqum yara assalaam-e-ishqum

apni salamati hai maangti tujhse nazar o naazani

salaam se naakaam se dil ki kayi baate bani

assalaam-e-ishqum yara assalaam-e-ishqum

assalaam-e-ishqum yara assalaam-e-ishqum

assalaam-e-ishqum yara assalaam-e-ishqum

assalaam-e-ishqum yara assalaam-e-ishqum

Explore this song