Roman script

ashqo ka gar hai maut kinara jawab do

ashqo ka gar hai maut kinara jawab do

ulfat ko hai phir kiska sahara jawab do

ashqo ka gar hai maut kinara jawab do

bulbul chaman ko chhod byaba me ja rahe

byaba me ja rahe

kaise karogi tum ye ganwara jawab do

ashqo ka gar hai maut kinara jawab do

jinse thi zindagi wo hi jab gair ho chale

jab gair ho chale

phir aur kaun hoga humara jawab do

ashqo ka gar hai maut kinara jawab do

dil ro raha hai apni tasalli ke vaaste

tasalli ke vaaste

jaye kahan ye dard ka mara jawab do

ashqo ka gar hai maut kinara jawab do

Explore this song