Roman script

faasle the jo kal huye, jindagi ke do pal ruke

rista hamara jaise duaa, yado se aage vada raha

ye dil kah raha hai, ye dard hai suhana

marham tu laga de apna ashiqana

ye dil kah raha hai, ye dard hai suhana

marham tu laga de apna ashiqana

awargi meri pardo me husna the 

main aa raha hu sabko chodke hai

jo dard maine jhela, jo kate the chube

main aa raha hu tera hone ke liye

ye dil kahe raha hai, tujhko hai manana

le kar aa raha hu apna ashiqana

dasta ye meri bas tere liye

zindagi bhi kurban kar chale

sapne bune the humne ashiyana me

ho gaye wo sare aab mere

ye dil kah raha hai, ab tu hai fasana

dil se hai bhulana apna ashiqana

sul jigar hai man chal pada, thoda aazad tuje 

hogi ya nahi tu kisi aur ki apna mana tuje

ye dil kah raha hai, ye dard hai suhana

marhum to laga le apna ashiqana

Explore this song