Roman script

asar usko zara nahi hota

asar usko zara nahi hota

ranj, rahat, faza nahi hota

asar usko zara nahi hota

tum humare kisi tarah na huye

tum humare kisi tarah na huye

warna duniya me kya nahi hota

warna duniya me kya nahi hota

asar usko zara nahi hota

na rajai se dum ruke to ruke

na rajai se dum ruke to ruke

main kisi se khafa nahi hota

main kisi se khafa nahi hota

asar usko zara nahi hota

tum mere pass hote ho goya

tum mere pass hote ho goya

jab koi dusra nahi hota

jab koi dusra nahi hota

asar usko zara nahi hota

Explore this song