Roman script

arziyaan saari main chehare pe likh ke laaya hu

tumse kya maangun main, tum khud hi samajh lo

ya maula, maula maula maula mere maula

maula maula maula mere maula maula maula mere maula 

maula maula maula maula maula maula maula maula 

daraaren daraaren maathe pe maula

marmmat mukddar ki kar do maula, mere maula

tere dar pe jhuka hu, mita hu, bana hu 

tere dar pe jhuka hu, mita hu, bana hu 

marammat mukddar ki kar do maula

marammat mukddar ki kar do maula

jo bhi tere dar aaya, juhkane jo sar aaya

mastiyan piye sabako, jhumata nazar aaya

jo bhi tere dar aaya, juhkane jo sar aaya

mastiyan piye sabako, jhumata nazar aaya

pyaas le ke aaya tha, dariya woh bhar laya

noor ki baarish me bhigata sa tar aaya

noor ki baarish me o o o

noor ki baarish me bhigata sa tar aaya

maula maula maula mere maula maula maula mere maula  

maula maula maula maula maula maula maula maula 

daraaren daraaren maathe pe maula

marmmat mukddar ki kar do maula, mere maula

jo bhi tere dar aaya, jhukne jo sar aaya

mastiya piye sabko, jhumata nazar aaya

jo bhi tere dar aaya, jhukne jo sar aaya

mastiyan piye sabko, jhumata nazar aaya

o ek khushbu aati thi o ek khushbu aati thi

main bhatakata jaata tha, reshami si maaya thi

aur main takata jaata tha

jab teri gali aaya, sach tabhi nazar aaya

jab teri gali aaya, sach tabhi nazar aaya

mujhe mein hi woh khushabu thi, jisse tune milwaya

maula maula maula mere maula

maula maula maula maula maula maula maula maula

daraaren daraaren hai maathe pe maula

marmmat mukddar ki kar do maula, mere maula

aa aa aa aa

tutke bikharna mujhako zarur aata hai

hoo, tutake bikharna mujhako jarur aata hai

warna ibaadat waala shahur aata hai

sazade mein rehne do, abb kahi na jaaunga

ab jo tumne thukaraaya toh sanwar na paaunga

sazade mein rehne do, abb kahi na jaaunga

ab jo tumne thukaraaya toh sanwar na paaunga

maula maula maula mere maula

maula maula maula maula maula maula maula maula

daraaren daraaren hai maathe pe maula

marmmat mukddar ki kar do maula, mere maula

sar uthaake maine toh kitni khwahishen ki thi

kitne khwaab dekhe the, kitni khosishen ki thi

jab tu rubaru aaya jab tu rubaru aaya nazaren na mila paaya

sar jhuka ke ek pal me o o o

sar jhuka ke ek pal me maine kya nahi paaya

maula maula maula mere maula maula maula mere maula 

maula maula maula maula maula maula maula maula

maula maula maula mere maula, maula maula maula mere maula 

mere maula

maula maula maula maula, maula maula maula maula mere maula

mora piya ghar aaya, mora piya ghar aaya 

mora piya ghar aaya, mora piya ghar aaya 

mora piya ghar aaya, mora piya ghar aaya 

maula maula maula mere maula maula maula mere maula 

maula maula maula maula

Explore this song